Skip to main content

Computer se Mobile par Fake Number se Call kaise kare | Part 2

Posted by RAM SVTR
Hello Dosto internet ki jankari Lena Hum Sab ko Pasant hai Kyu ki Jo Kam Hum Physically 1 Ghante me Karte hai Wo hi kam Hum Internet ke help se 10 minute me Kar sakte hai ! Jis me →Online Marketing →Net Banking →Email→Live Chart Jaise kahi Feature Available hai  Jise hum Ghar Beth kar Kar Sakte hai Par kya Aap ko pata hai Enn Common Feature ke Aalava Aise Kahi Sari Jankari hai Jise Hum Internet ke bina kar Hi nahi Sakte hai to  Aaj Hum internet ke Usi interesting  jankari ke bath karenge Jise Hur Koe Jan na Aur Karna Chahata hai Jise Hum Technical Language me → call Spoofing kahete hai 

Call Spoofing par Hum ne Eske Pahele bhi Ek post Share Kiya hai Jise Logone Bahoot Pasant kiya hai chahiye To Aap Yaha Click kare ke Use Article koHindi me Padh Sakte ho → Kisi bhi Mobile par Kisi ke bhi Number se Call kaise kare Yaha Se Aap Call Spoofing ki Puri Jankari Pa Sakte ho

Computer Se Kisi bhi Mobile Par Fake Call kaise kare


1) sabse Pahela Ess Website → http://crazycall.net Par click kar ke Crazy Call ke Home Page Par Redirect Karo ! Aap ke Samane 1 Mobile Jaisa home Page Open Hoga !




Yaha Aap ko 4 Option show Honge Jaise ki 
  • Select Your country – Dosto Yaha Aap ko Aapne Country ko Select karna hai Ex: India | Pakistan | US  
  • Enter Caller ID – Yaha Aap ko Fake Number Dalna hai Jo Aap ke Dost ke Display Par Show Hoga to Yah Number Koe Bhi Ho sakta hai
  • Enter Number You Want -Yaha Aap ne Friend ka Number Dalo Jise Aap ko fake number Se Call karna hai
  • Change Your Voice – Yaha Se Aap Aapne Voice ka Tone Change kar sakte ho
  • Get Me A Code – Dost puri Information Fill karne ke Badh Get Me A Codebutton par Click karo |
Jaise Hi Aap →Get a Code button par Click karoge vaise hi Aap  ke Samane 2Number Aur 1 Code Show Hoga |


Bass Ab Unn Dono Number Se Koe Bhi Ek Number Aapne Mobile me Dial Karo Aur Call Button par click karo Aap ko Code ke liye Punchega Tab → CodeEnter karo | jaise hi Aap Code Enter Karoge Vaise hi Aap ke dost Ko Fake Number Se Call Jayegi
Note : Dosto Yah Free Service nahi Hai | Aap ko Thode Paise kharch karne honge Yah Paise Call Time Par Nirbhay Hoga ki Aap Samane kithna Bath kar Rahe ho..

Comments


renters insurance california is a well-reputed platform that has been

providing multiple insurances to those who have big plans.

Popular posts from this blog

Laptop me Sound nahi Aa raha hai – kya kare ?

Laptop me Sound nahi Aa raha hai – kya kare ?   Hi  Blogger  Hindi  Computer & Technology  me Aap ka Swagath hai to Kya Aap Jan na Chahate ho Aapke Laptop Me Sound Na Aane ka Karan  kya  hai ? Aagar  Yes   ho Padhate Rahe Aaj ka Humara Post ! Dosto 2 din pehla muze Mr.Punit ka Mumbai se mail Aaya tha jis me likha tha ki   Admin    Mr .Punit jo tumhne Sawal Kiya hai Uske liye Me tumhe  Thanks  kehna Chahta hu kyu ki Dunia me Aise kahi log hai jihne Computer ke Ess Problem ka Solution pata nahi hota hai ! to me  Ummid  karta hu ki Aaj Aapka Sawal Aur mere Javab se dunia ke Hajaro lonk Aapne Paise bacha Sake Aur Aapne Desktop ya  Laptop  ka Care kar Sake ! to Chalo Jante hai Laptop me Sound problem kaise Fix kare       Dosto Laptop ya Desktop Se Sound Nikal jana Ye Ekk Aam Bath hai ! jaise ki Humara  Hardware  Software ke Bina kam nahi...

Kisi Ke bhi wifi ka password kaise pata kare

Hi  Blogger  In hindi Mobile Tips And Trick me Aapka Swagath hai ! to kahi dino se muze Kafi Mail aur  Facebook  par Msg Aa rahe hai  jaise ke   Sir Hacking par post likho Facebook Hack kaise karte hai Gmail Account kaise Recover karte hai Brut-force Attack yane kya WiFi kaise hack kare ya kisi ka Password kaise Nikale to Dosto sabse pehla me tumhe kehna Chahta hu Ki !  Hacking  Aur Cracking  Sikhna Koe Aam Bath nahi hai par Tum _ Dil Se Pura Focus Aapne goal par Doge to Sab  Mumkin hai ! to Chalo Ess  post  me to me tumhe Hacking Sikhane Wala nahi hu Par Me Tumhe Ekk Trick Share kar ne Ja raha hu jise istimal karke tum Dunia me kisi ke bhi  WiFi  ka Password Aasani se nikal sakte ho   YouTube ke liye  Animation Video kaise Banaye Computer se Mobile par Free call kaise kare   how to get any wifi password in Hindi  1) Sabse pehla Google Play store se ”...

Pendrive (SD card) Me Write Protection Kyu Lagate hai

Hello Dosto  Top Hindi Blog  me Aapka swagat hai | Aaj Hum hindi language me Janenge ki Kaise Write Protected Pen-drive Or  SD-MMC Card  ko hum Bina Kisi Error ke Format Ya Repair kar Sakte hai  to Agar Aap hi Es Technique Ko Jan na Chahate ho to Humara Post Pura padhe Aur Share karna Na Bhule  Pen Drive ME Write Protection Lagna Yane  Pendrive Lock hona Aisa hum keh sakate hai Kyu Ki Jab PD OR SD card ko Write Protection Lag Jata hai tab Hum “NA” Use Pendrive ko Format kar sakte hai “Na” Koe Data Copy-past kar sakte hai Aise Me Pendrive (sd card )Humare Pass Hokar bhi Bekar ho jata hai | to sabse Pehla Hindi me Jane ki Flash Drive Or Memory cards me Yah Problem Kaise Aati hai Pendrive (SD card) Me Write Protection Kyu Lagate hai 1 reason English  – The Pen drive or Card May Be Physically Lock In Hindi  -Kahi Bar PD or Card me 1 Physically Lock Button Hota hai Agar use Lock Kiya to Humare PD or Card me Write Protected L...