Skip to main content

Popular posts from this blog

Laptop me Sound nahi Aa raha hai – kya kare ?

Laptop me Sound nahi Aa raha hai – kya kare ?   Hi  Blogger  Hindi  Computer & Technology  me Aap ka Swagath hai to Kya Aap Jan na Chahate ho Aapke Laptop Me Sound Na Aane ka Karan  kya  hai ? Aagar  Yes   ho Padhate Rahe Aaj ka Humara Post ! Dosto 2 din pehla muze Mr.Punit ka Mumbai se mail Aaya tha jis me likha tha ki   Admin    Mr .Punit jo tumhne Sawal Kiya hai Uske liye Me tumhe  Thanks  kehna Chahta hu kyu ki Dunia me Aise kahi log hai jihne Computer ke Ess Problem ka Solution pata nahi hota hai ! to me  Ummid  karta hu ki Aaj Aapka Sawal Aur mere Javab se dunia ke Hajaro lonk Aapne Paise bacha Sake Aur Aapne Desktop ya  Laptop  ka Care kar Sake ! to Chalo Jante hai Laptop me Sound problem kaise Fix kare       Dosto Laptop ya Desktop Se Sound Nikal jana Ye Ekk Aam Bath hai ! jaise ki Humara  Hardware  Software ke Bina kam nahi...

Kisi Ke bhi wifi ka password kaise pata kare

Hi  Blogger  In hindi Mobile Tips And Trick me Aapka Swagath hai ! to kahi dino se muze Kafi Mail aur  Facebook  par Msg Aa rahe hai  jaise ke   Sir Hacking par post likho Facebook Hack kaise karte hai Gmail Account kaise Recover karte hai Brut-force Attack yane kya WiFi kaise hack kare ya kisi ka Password kaise Nikale to Dosto sabse pehla me tumhe kehna Chahta hu Ki !  Hacking  Aur Cracking  Sikhna Koe Aam Bath nahi hai par Tum _ Dil Se Pura Focus Aapne goal par Doge to Sab  Mumkin hai ! to Chalo Ess  post  me to me tumhe Hacking Sikhane Wala nahi hu Par Me Tumhe Ekk Trick Share kar ne Ja raha hu jise istimal karke tum Dunia me kisi ke bhi  WiFi  ka Password Aasani se nikal sakte ho   YouTube ke liye  Animation Video kaise Banaye Computer se Mobile par Free call kaise kare   how to get any wifi password in Hindi  1) Sabse pehla Google Play store se ”...

Pendrive (SD card) Me Write Protection Kyu Lagate hai

Hello Dosto  Top Hindi Blog  me Aapka swagat hai | Aaj Hum hindi language me Janenge ki Kaise Write Protected Pen-drive Or  SD-MMC Card  ko hum Bina Kisi Error ke Format Ya Repair kar Sakte hai  to Agar Aap hi Es Technique Ko Jan na Chahate ho to Humara Post Pura padhe Aur Share karna Na Bhule  Pen Drive ME Write Protection Lagna Yane  Pendrive Lock hona Aisa hum keh sakate hai Kyu Ki Jab PD OR SD card ko Write Protection Lag Jata hai tab Hum “NA” Use Pendrive ko Format kar sakte hai “Na” Koe Data Copy-past kar sakte hai Aise Me Pendrive (sd card )Humare Pass Hokar bhi Bekar ho jata hai | to sabse Pehla Hindi me Jane ki Flash Drive Or Memory cards me Yah Problem Kaise Aati hai Pendrive (SD card) Me Write Protection Kyu Lagate hai 1 reason English  – The Pen drive or Card May Be Physically Lock In Hindi  -Kahi Bar PD or Card me 1 Physically Lock Button Hota hai Agar use Lock Kiya to Humare PD or Card me Write Protected L...