Skip to main content

Software Installation /Copy/Delete/Internet /History /Kaise lock kare

Hello Dosto Me Ram avtar Aap ka Dost | Best Hindi Blog me Aap ka Swagat hai to Kahi Logon ki Yah Parishani Hoti hai ki Unke NaMoujudi me Unke Brother Ya sister computer me Dunia Bhar Ke Software install kar Dete hai Jis karan Unhe Slow Computer ko Face Karna Parta hai

computer-security in Hindi

Esi Tarah Office | School | Colleges | me bhi Yah Problem Dekhane ko Milathi hai Yane Kisi Teacher Ya technician Na Hone Me Employ Ya Students Computer me Unwanted Games , Software Install kar Dete hai Jis Se Computer Ke processor par Heavy Load Aata hai Aur Computer Ki Speed dhimi Ho Jati hai  | to Aaj hum Ek Aisi trick Lekar Aaye Hai Jis ke Istimal ke Badh Aap computer Me SabKuch Lock kar sakte hai
Abb Aap Bolonge Sabkuch Yane Kya -Kay To Dosto Hum Third Party Software ke Maddat Se computer me
  1. Task-manager
  2. Command Prompt
  3. My Computer
  4. Computer Management
  5. Folder replacing
  6. Shortcut
  7. Delete Folder /Setup/txt
  8. Control Panel
  9. Copy File or Data
  10. Create Shortcut
  11. Delete Browsing History
  12. Delete Folder /File
  13. Rename /Save
  14. File Download /internet /
  15. Registry/Group Policy
  16. or More
Yah Sab Kuch Lock kar Sakte Hai to Mere Hissab se Computer Me Enke bina Lock kar ne Ke Liye Aur Kuch Hai bhi nahi Esiliye Hum ne yah kaha hai ki Aap 1 software se Yah Sab Lock kar Sakte hai |

in Hindi -Computer Ya Laptop Me Software Installation kaise Block kare


1) Sab se Pahela Samane Diye Huye Link Par Click kar Ke Install-Block SoftwareDownload karo
2) Fir Setup ko Open karo Aur Next -Next Kar ke Software ko Computer me Install Karo

Kaise Lagaye Lock

3) Setup Finish Hote Hi aap Niche Task Bar me Dekh Sakte ho Install-Block ka Small Icon Aaya Hoga | Uspar Double Click kar Ke open karo

kaise Lock kare Sab

4) Icon Par Double Click karte hi Aap ke Samane 1 Pop-up Open Hoga | Abb Yaha Aap ko Password Dalna hoga | To Jab Hum 1st Time Es App open karenge tab Eska Default Password ” admin ” Hoga | Bass Yah Password Dal kar ok Button Daba
Kaise lock karte hai


5) Dosto Jaise hi Aap Password Dal kar Ok Button press karte ho vaise hi Aap ke Samane Setting ka option open hoga | Bass Abb Hume Yaha Se Sare Setting karni hogi Yane hume System me Kya -Kya lock karna hai Aur Kya -kya nahi

computer ko kaise lock kare in hindi

Vaise Dosto Ab Aap Esme Koe Setting Nahi Karoge Fir bhi Chalega | means Ess App me Already default Setting hai jis se Aapke computer me Koe bhi Software Install kar nahi Payega | Aur Kisi Ni Software Install karne ki try ki to Use Lock Milega Aur Yah Lock Keval Password se hi Khulega Aur Wo Password hai  → Admin
par Aap Password ke Sath Aur Kuch Setting change karna Chahate ho to Hum Aap ko Batayenge Yah Sab kaise karte hai
About
About Par Click karoge to tumhe Install -Block ke bare me Janakri Milegi Yane Software Version | Company ki Website Bla -bla

Startup
Start Button par Aap ko 3 option show Honge Jaise ki 
  1. Do Not Load at System Start
  2. Load at System Start for All User
  3. Load at System Start for Select Users
Yaha Aap ko Second Option All User Select karna hoga | Jis se Aap ke computer me Jithne bhi user Account hai Unhe yah Software Protect karega |Aagar Aap Signal user ko hi Select karna Chahate ho To option 3 select kar Sakte ho   
General
General Par Click karoge To Tumhare Samane 3 Option show Honge jaise ki 
  1. Change password
  2. Remote Access
  3. Enable Hot Key
Change Password
Change Password Par Click karoge to Tumhare Samane 1 pop Up Ayega Usme Tumhe 2 Password Dalna hoga jaise ki

protected file kaise banaye

  • Config :- Config Password hum Tabhi Istimal kar sakte hai Jab Hume Yah Software Disable ya Enable  karna ho Ya Setting me Koe Chnages kar ne ho to
  • Unblock :- unblock Password  ke yaha Aap ko wo password Enter karna hai Jis ke Help se lock Software unlock kar sake

Remote Access

Dosto remote Access Ka hume Koe Jaroorath nahi hai Yah Option Lan Istimal Karne wale Employ  Ke Liye hai 

Enable Hot Key
Enable hot Key Yane Aap Ko 3 Keyword se 1 combination Create karna hoga Aur yah 3 key Button Aap ko Tab Istimal me Aayenge Jab Aap install-block Software ko Hide karo ge |

hot-key-in-hindi

Tab enn 3 button se Wo Software Show hoga Uske bina Es Software ko computer me find karna impossible Ho Jayega Security Wise Yah option best Hai | Aap Upper Diye Huye Image me Dekh Sakte ho Mene Ctrl+Alt+A  Ko Rakha hai | Aap chahiye to Ese Disable bhi Rakh Sakte ho 

Advance
Advance option me bhi hume Kuch nahi karna hai So Use cherna bekar hai

Black List
Black List me Hum Unn Option ko Add kar sakte hai Jis ke Help Se Koe bhi Software RUN hota hai Hai Jaise ki SETUP | INSTALL | license | to Hum Enhe Step by Step Lock kar sakte hai

Best Hindi Blog

Jaise ki Agar me Chahata hu ki Jabhi koe Software mere Computer me install hoye tabhi Use Password puche to me black List me ” install ” Type Karunga fir me  “licence“Window par bhi password Chahata hu to me Black List me  “licence” Type karunga Abb kya hoga Jabhi Koe mere Na moujudi me Software Install karne ki koshish karega to Use 2 bar Password puchega 1st time Setup install karne ke time aur 2nd  “licence ” Accept kar ne ke time 
Add From Present
Add from present Yah Option Aap ko Black list me hi Dikhae Dega | Es Option par Click karoge to Aap ke Samane Wo Tamman Option  Show honge jise Select Kar ke Aap computer se Sabkuch Lock kar sakte ho

my-computer-kaise-lock-kare

Chahiye To Aap Select All Kar ke computer ke Sare Function Lock kar Sakte ho Par Aisa math kare Kyu ki Sare Function Lock Hone Ke Badh Hum Use Unlock kaise karenge so  Dosto Aap ni Jaroorath ko Dekho Aur Smart Work Karo 🙂

lock kaise karte hai

  • White List
  • Tool
  • Update
Dosto Enn 3 Option se Hume Koe Lena -Dena Nahi hai So Enhe ignore kardo |par Aap ko Software ko Upgrade karna hai to Last Option→ Update ki Help Le Sakte ho

Comments

Popular posts from this blog

Laptop me Sound nahi Aa raha hai – kya kare ?

Laptop me Sound nahi Aa raha hai – kya kare ?   Hi  Blogger  Hindi  Computer & Technology  me Aap ka Swagath hai to Kya Aap Jan na Chahate ho Aapke Laptop Me Sound Na Aane ka Karan  kya  hai ? Aagar  Yes   ho Padhate Rahe Aaj ka Humara Post ! Dosto 2 din pehla muze Mr.Punit ka Mumbai se mail Aaya tha jis me likha tha ki   Admin    Mr .Punit jo tumhne Sawal Kiya hai Uske liye Me tumhe  Thanks  kehna Chahta hu kyu ki Dunia me Aise kahi log hai jihne Computer ke Ess Problem ka Solution pata nahi hota hai ! to me  Ummid  karta hu ki Aaj Aapka Sawal Aur mere Javab se dunia ke Hajaro lonk Aapne Paise bacha Sake Aur Aapne Desktop ya  Laptop  ka Care kar Sake ! to Chalo Jante hai Laptop me Sound problem kaise Fix kare       Dosto Laptop ya Desktop Se Sound Nikal jana Ye Ekk Aam Bath hai ! jaise ki Humara  Hardware  Software ke Bina kam nahi...

Kisi Ke bhi wifi ka password kaise pata kare

Hi  Blogger  In hindi Mobile Tips And Trick me Aapka Swagath hai ! to kahi dino se muze Kafi Mail aur  Facebook  par Msg Aa rahe hai  jaise ke   Sir Hacking par post likho Facebook Hack kaise karte hai Gmail Account kaise Recover karte hai Brut-force Attack yane kya WiFi kaise hack kare ya kisi ka Password kaise Nikale to Dosto sabse pehla me tumhe kehna Chahta hu Ki !  Hacking  Aur Cracking  Sikhna Koe Aam Bath nahi hai par Tum _ Dil Se Pura Focus Aapne goal par Doge to Sab  Mumkin hai ! to Chalo Ess  post  me to me tumhe Hacking Sikhane Wala nahi hu Par Me Tumhe Ekk Trick Share kar ne Ja raha hu jise istimal karke tum Dunia me kisi ke bhi  WiFi  ka Password Aasani se nikal sakte ho   YouTube ke liye  Animation Video kaise Banaye Computer se Mobile par Free call kaise kare   how to get any wifi password in Hindi  1) Sabse pehla Google Play store se ”...

Pendrive (SD card) Me Write Protection Kyu Lagate hai

Hello Dosto  Top Hindi Blog  me Aapka swagat hai | Aaj Hum hindi language me Janenge ki Kaise Write Protected Pen-drive Or  SD-MMC Card  ko hum Bina Kisi Error ke Format Ya Repair kar Sakte hai  to Agar Aap hi Es Technique Ko Jan na Chahate ho to Humara Post Pura padhe Aur Share karna Na Bhule  Pen Drive ME Write Protection Lagna Yane  Pendrive Lock hona Aisa hum keh sakate hai Kyu Ki Jab PD OR SD card ko Write Protection Lag Jata hai tab Hum “NA” Use Pendrive ko Format kar sakte hai “Na” Koe Data Copy-past kar sakte hai Aise Me Pendrive (sd card )Humare Pass Hokar bhi Bekar ho jata hai | to sabse Pehla Hindi me Jane ki Flash Drive Or Memory cards me Yah Problem Kaise Aati hai Pendrive (SD card) Me Write Protection Kyu Lagate hai 1 reason English  – The Pen drive or Card May Be Physically Lock In Hindi  -Kahi Bar PD or Card me 1 Physically Lock Button Hota hai Agar use Lock Kiya to Humare PD or Card me Write Protected L...